Tuesday, October 13, 2009

Ye Dooriyan!

Kyun koi paas hai
Door hai kyun koi
Jaane na koi yahan pe

Aa raha paas ya door mein ja raha
Janu na mein hoon kahan pe

Yeh dooriyan

In raahon ki dooriyan
Nigahon ki dooriyan
Hum rahon ki dooriyan
Fanah ho sabhi dooriyan


-
Irshad Kamil

No comments: